Sab
se pehle mai aap sab ko yeh btana chahunga k mai pichlay 3 se 4 saal se
online earning kr rha hun.. Iski waja se mujhe itna experience hogaya
hai k website daikh kr bta skta hun k yeh sahi hai ya fraud..
Aap
mai se kaafi logo ko online earning ka koi experience nhi hoga, lekin
ismay peraishani ki koi baat nhi kion k aaj mai aap logo ko bilkul
basics se samjhaounga!
Agr aap waqai Online Earning/Job krna chahtay hain tou yeh sab ghor se parhain..
Aksar log yeh soch kr online earning nhi krtay k:
1] paisay nikalwaingay kaisay? 2] kaafi yeh sochtay hain k sab fake hai.. 3] aur kuch log apnay buray experience ki waja se sochtay hain k earning boht slow hai.. 4] kaafi logo ko yeh bhi peraishani hoti hai k paypal pakistan mai kaisay chalayga..
Uper btai gai tamaam problems k jawabaat yeh hain:
1] Kisi bhi site se paisay nikaalnay k lye
aapko aik payment processor ki zaroorat hoti hai.. jaisay k paypal ya
payza.. Paypal aur Payza account bananay k tareeqa neechay bataya hua
hai maine.. Agr aap payza use kraingay tou aapke payza mai aik baar
paisay aajain tou aap kisi bhi money exchanger k through paisay
nikalwasktay hain.. Agr aap paypal use krtay hain tou aap apnay paypal
se online shopping bhi krsktay hain.. jaisay k mai yahan se krta hun #.. ya tou aap easyload mangwa sktay hain apnay mobile pe yahan se w#..
Agr aap in dono cheezon mai interested nhi hain aur paisay nikalwana
chahtay hain direct, tou iske 2 tareeqay hain.. ya tou aap kisi
moneyexchanger k through nikalwalain.. ya tou apna paypal ka account
payoneer card k sath link krlain aur phir ATM se paisay nikalwa lain..
MCB, UBL aur Standard Charted Bank support krtay hain isko.. Umeed hai
aapki yeh problem solve hogai hogi!
[2] Ab aatay hain doosray
sawaal pe.. kaafi log sochtay hain k online earning nhi ki jaskti aur
yeh sab tareeqay fraud hain ya fake hain.. aisa kuch bhi nhi hai.. kuch
sites aisi bhi hain jo pay nhi krteen lekin unka taaluq baakion se
bilkul nhi.. mai jo site aapke saath share krunga aaj, woh
verified/certified aur McAfee secured site hai..
[3] Online
earning ka aik tareeqa hota hai.. agr aap us tareeqay se chalaingay tou
kamyaab rahengay.. mai aapko samjhaounga woh bhi neechay.. mai aik din
mai $1 kama raha hun is website se, jo mai aapke saath abhi share
krunga.. aur Allah ka shukar hai k boht jaldi meri earnings increase
horhi hain..
[4] Paypal ka account bananay ka tareeqa maine aapko
neechay btaya hua hai.. kindly usko aik baar read krlain phir apki yeh
problem bhi solve hojayegi mai 4 saal se paypal use kr rha hun Pakistan
mai, without any problem.. Paypal ka unverified account boht aasaani se
ban jaata hai.. aap money exchangers k through paisay nikaal sktay
hain.. ya tou aap Payoneer MasterCard order krain.. yeh free mai aapke
ghr aajata hai 20 days mai.. uske baad aap apnay card ko apnay paypal se
link krdain.. boht aasaani se hojata hai.. woh bhi mai samjha dunga
aapko.. aik baar card link hojaye phir aap apnay paypal k paisay ATM se
nikaal sktay hain apnay Payoneer card k through..
Payza Account bananay ka tareeqa:
Payza pe account banana sab se aasaan hai..
simply [b][u]www.PAYZA.com[/u][/b] kholain aur signup pe click krain..
phir personal account select krain.. aur phir bas apna naam, email
address aur password type kerdain.. aap ka account ban jayega.. iske
baad aapko apna email check krna hoga, Payza ki taraf se aik mail aaya
hoga.. usmay aapko aik verification link di hogi, uspe click kr dain..
Aapka account tayar
Paypal Account bananay ka tareeqa:
Paypal pe account banana thora sa peshida
kaam hai lekin agr aap meri btai gai instructions ko ghor se follow
krain tou kuch mushkil nhi.. sab se pehle #
kholain aur signup now pe click krain.. phir personal account select
krain.. ab asal masla yahan se shuru hota hai.. jaisay k aap sab ko pata
hai k Pakistan mai paypal account ban hai.. tou iski waja se hamain
fake details daalni paraingi.. is mai kisi kism ka koi risk nhi.. mai 4
saal se apna account chala rha hun.. country mai United States select
krain aur email aur password apna daalain.. phir hamain zaroorat hai aik
united states k address ki aur mobile number ki.. woh aapko yahan mil
jayega # and mobile number aapko yahan miljayega #..
bas yeh sab details daalnay k baad aapka paypal account bhi ready
hojayega.. email aayega aapke pass aik, wahan aik verification link
hogi.. uspe click kr k account open hojayega..
Payoneer Card order krnay ka tareeqa:
Payoneer MasterCard aik ATM card ki tarhan
hota hai.. aap iske through apnay paypal k paisay ATM se nikaal sktay
hain.. yeh free mai order hota hai aur aapko apni jaib se aik rupya nhi
dena hota.. sab se pehle yeh kholain #..
phir signup and earn $25 pe click krain.. uske baad bas simply apna
naam, email id, date of birth, address jahan card deliver hona hai aur
shanakhti card number daal dain.. 20 days k andar card aapke ghr
ajayega.. phir aap ATM k through apni online earning nikaal sktay hain..
kisi money exchanger k pass nhi jana parayga..
EARNING SITE - https://goo.gl/AC1jLX
Agr aap sab ne uper waali details parh leen tou umeed hai ab aapki tamaam confusions khatam hogai hongi
Ab
aatay hain asal cheez pe.. Hamay yeh tou pata chal gaya k paisay kaisay
nikaaltay hain aur online earning hoskti hai.. Ab sawal yeh hota hai k
earning kaisay ki jaskti hai..
Mai aapke lye aaj jo site le kr
aaya hun, woh maine 10 din pehle join kri thi aur ab tak $5 nikaal chuka
hun! Us site ka link hai https://goo.gl/AC1jLX..
Yeh site ab tak
kai hazaar dollar pay kr chuki hai aur is pe paise bhi aasaani se
kamaye ja sktay hain.. mai aapke saath apni trick bhi share krunga..
10
days mai maine apne account itna buildup krlya hai k roz ka ab
taqreeban $1 aarha hai mere pass.. woh bhi bas din mai 5 minutes ka kaam
krnay se.. is site mai aapko roz ads click krnay hotay hain jis may
ziada se ziada 5 mins lagtay hain.. aik din k ads se aap taqreeban $0.25
bana laingay..
Ab sawaal aata hai k mai kaisay $1 kama rha hun..
is site ki khoobi yeh hai k agr aap apnay kisi dost ko signup kraingay
tou agr woh din k $0.25 kamata hai tou uske $0.25 aapko bhi milaingay..
matlab dono ko $0.25.. Is cheez ko 100% referral earning bhi kehtay
hain.. agr aap apnay kisi 5 dosto ko join kraatay hain tou mazay se
aapko din ka $1 milayga roz..
Ads din mai 2 baar aatay hain.. Jo ads aapko click krnay hain woh yun nazar aaingay aapke main page pe:
Aapko Claim pe click krna hai.. aik timer chalayga.. aur aapkay account balance mai paisay add hojaingay.. Agr aapko yeh ads nazar nhi aarhay tou koi peraishani ki baat nhi.. Aisa hota hai kabhi kabhi kion k baaki users aapse pehle ads click krdete hain.. aisa boht kam hota hai.. aisi condition mai aap kuch dair baad dubara check krain.. aajaingay.. Jab aapke account mai $2 hojaingay tab aap withdraw k button pe click kr k paisay niklwa sktay hain.. paisay kuch he seconds mai aapke paypal ya payza account mai aajaingay!
Umeed hai aapko yeh site pasand aayegi..
SIGNUP HERE
YAHAN CLICK KR K ACCOUNT BANAIN
Account bananay k baad apna email check krain aur verify pe click krdain!
Is
baat ka khaas khayal rakhiyega k aap aik IP se aik se ziada account nhi
banasktay aur kisi bhi qism ki proxy ya VPN se perhaiz kijyega.. Agr
aapke browser mai adblock plugin hui wi hai tou woh bhi disable krdain..
Sirf computer aur laptop se site chalaiyega, mobile se allow nhi..
0 Comments